Chale gar tu jo mere saath
Meri raahein makhmal hain
Duaaon mein
har ghadi maine
tujhko maanga hai
Teri sab baatein mere seene mein jo
ghar kar jaati hain
Tumhari chahat hai jo meri
dhadkan badhati hai
kehta rahoon...
sunti raho...
kehta rahoon...
sunti raho...
Mere dil ki ye aawaz,,,
Hai tujhse vaasta mera
Hai tujhse vaasta mera
Hai tujhse vaasta mera
Hai tujhse vaasta mera
Hai tujhse vaasta mera
Hai tujhse vaasta mera
Hai tujhse vaasta mera
Hai tujhse vaasta mera
Raat yaadon mein kategi
saath ho jab tum nahin
Kat ke tukdon mein bantegi
saamne jab tum nahin
Dooriyan ye hain batati
tere bin hum, hum nahin
Tumse milti roshni hai
jagmagati zindgi
Ab mujhe tum hi batao
Kyun ho tum itni haseen?
Mujhse teri latt na chhoote
Tu meri aadat bani...
Vaasta...
Haan, thaare bina thaare bina
jindrdi nahin
Thaare bina dil mhaara laage nahin
Mil ke bhi man ab bharta nahin
Thaare bina laage dil zinda nahin
Thaare bina thaare bina
jindrdi nahin
Thaare bina dil mhaara laage nahin
Mil ke bhi man ab bharta nahin
Thaare bina dil laage zinda nahin